जा के प्रचार करो, यीशु का सुसमाचार — 2
दुनिया के कोने-कोने में जाकर, यीशु का सुसमाचार — 2
सारी जो धर्म शिक्षा, जीवन में अपनाओ — 2 लोगों को बतलाओ
1. बाइबल के सत्य को, यीशु के वचन को — 2
दुनिया में फैलाओ —
2. जहाँ-जहाँ आप जाएँ, प्रभु अगुवाई करे — 2
करते हैं ये कामना, प्रभु से — 2
जाके प्रचार करो — —
3. अंधकार में पड़े हुए को, संसार में, खोए हुओं को — 2
ज्योति और राह दिखाना —
जाके प्रचार करो — —
3. विदाई का दिन है, बिछड़ने का दुःख है — 2
कैसे हम ये बतायें, परन्तु —
जाके प्रचार करो — —
Ja ke prachaar karo, Yeeshu ka susamachar — 2
Duniya ke kone-kone mein jaakar, Yeeshu ka susamachar — 2
Saari jo dharm shiksha, jeevan mein apnao — 2, logon ko batlao
1. Bible ke satya ko, Yeeshu ke vachan ko — 2
Duniya mein phailaao —
2. Jahan-jahan aap jaayein, Prabhu aguwaai kare — 2
Karte hain ye kaamna, Prabhu se — 2
Jaake prachaar karo — —
3. Andhkaar mein pade hue ko, sansaar mein, khoye huon ko — 2
Jyoti aur raah dikhana —
Jaake prachaar karo — —
4. Vidaai ka din hai, bichhadne ka dukh hai — 2
Kaise hum ye bataayein, parantu —
Jaake prachaar karo — —